Marsiya

Rūn mēṅ Abrū Kāmān kī Āmad hai

Rūn mēṅ abrū kāmān kī āmad hai

Aṣghar-e-bē-zabān kī āmad hai

Bhūkē kī nāthwān kī āmad hai

Pyāsē kī nīm-jān kī āmad hai

Yē i khaimē mēṅ shōrā hōtā hai

Wāda inkā bhī pūrā hōtā hai

1 / 3